Skip to main content

Ek Jaise Hain - एक जैसे हैं

मेरे महबूब और उनके शहर की मिट्टी 
दोनों एक जैसे हैं ,
वो लाल , तो ये भी लाल खुशबू
 भी एक जैसी है : 
मेरे महबूब और उनके शहर की मिट्टी 
दोनों एक जैसे हैं । 
कभी रोते नहीं देखा उसको  , 
कभी हँसते नहीं देखा इसको :
पत्थर हो , या मिट्टी 
दोनों एक जैसे हैं । 
मेरे महबूब और उनके शहर की मिट्टी दोनों एक जैसे हैं । 
Mere mehboob aur unke shahar ki mitti, shayari ka safar, subhash pandey

Mere mehboob aur unke shahar ki mitti
dono ek jaise hain
wo lal,to ye bhi laal khushboo
bhi ek jaisi hai
Mere mehboob aur unke shahar ki mitti 
dono ek jaise hain
Kabhi hanste nahin dekha usko
kabhi rote nahin dekha isko
Patthar ho , ya mitti
dono ek jaise hain
Mere mehboob aur unke shahar ki mitti
dono ek jaise hain.




Comments

Popular posts from this blog

Mohobbat Ka Marham Shayari - मोहोब्बत का मरहम शायरी

अगर बेतहाशा है , तो दर्द बना रहने दे  मोहोब्बत जख्म है , तो हरा रहने दे  न ढूंढ मरहम , मिलता नहीं जिसका ! गर है ,तो मोहोब्बत बना रहने दे । Agar betahaasha hai, to dard banaa rehne de  Mohobbat jakhm hai, to haraa rehne de Na dhundh marham, milta nahin jiskaa Gar hai, to mohobbat banaa rehne de . 

Jazbaat Shayari hindi - जज़्बात शायरी हिन्दी

दिल में दबी कुछ जज़्बात लिख दूँ  दिल चाहता है फिर से  खत कोई तेरे नाम लिख दूँ।  DIL MEIN DABI KUCHH JAZBAAT LIKH DUN DIL CHAHTA HAI PHIR SE  KHAT KOI TERE NAAM LIKH DUN

Khamoshi Sad Shayari hindi - खामोशी सेड हिन्दी शायरी

    तेरे सौ बहाने कुबूल कर लूँ  तू खामोशी छोड़ दे  । ****************** और हिन्दी शायरी पढ़ने के लिए यहाँ    क्लिक   करें   Tere sou bahane kubul kar lun Tu Khamoshi chhod de.