Skip to main content

Posts

Showing posts from December, 2018

Aadhar Ho Gaye Ho - आधार हो गए हो

मेरी पहचान अब सरकार हो गए हो , मेरा तो डेटा है महज़  ! तुम तो आधार हो गए हो । Meri Pehchaan Ab Sarkaar Ho Gaye Ho Mera To Deta Hai Mahez Tum To Aadhar Ho Gaye Ho.

Ye Kagaz Ke Panne - ये कागज़ के पन्ने

उनकी ही तरह खूबसूरत है , ये कागज़ के पन्ने भी ; जिक्र जहां उनसे मुलाक़ात की होती है । Shayari_Ka_Safar  Unki Hi Tarah Khoobsurat Hain  Ye Kagaz Ke Panne Bhi ; Jikra Jahan Unse Mulakaat Ki Hoti Hai.

Aye Chand Bataa - ऐ चाँद बता

मेरे वहम में शामिल होता क्यूँ है ,       ऐ - चाँद बता ! तू दूर होकर भी करीब दिखता क्यूँ है । Mere Waham Mein Shaamil Hota Kyun Hai ,    Aye- Chand Bata ! Tu Dur Hokar Bhi Karib Dikhta Kyun Hai .

Katla Karne Ka Tarika कत्ल करने का तरीका

सुकून अब मुकद्दर में , कोई शाम नहीं , किसी सहर भी नहीं भूला दिया उसने न जाने कैसे , मुझमें तो ऐसा कोई हुनर भी नहीं कोई बता दे हमें भी कत्ल करने का तरीका कमबख्त ! जज़्बातों का कोई जहर भी नहीं  । Sukun Ab Mukaddar Mein Koi Shaam Nahin Kisi Sahar Bhi Nahin Bhula Diyaa Usne Na Jaane Kaise Mujhmein To Aisa Koi Hunar Bhi Nahin  Koi Bata De Hamein Bhi Katla Karne Ka Tarika  Kambakht Jazaaton Ka Koi Zahar Bhi Nahin