Skip to main content

Posts

Showing posts from December, 2021

Wo Farebi

Waade Dosti Ke Hue The Wo Farebi Chupke Se Mere Dil Ko Chhu Ke Gaya

Ham Gair The

Ham Gair The To Taklif  N Thi Koi Apna Keh Ke Taklif De Gaya

Tohaar Ehsaan Rahi

Pyaar Chiz Baate Ka Bata Dehlu Hamke Aapan Nehiya Se Laga Lehlu Hamke E - Hamra Par Tohar Ehsaan Rahi Ki, Jable Jindagi Hamaar Rahi

Kharid Laaye Honge

Wo Paise Waale Hain Kharid Laaye Honge Mujhe To Ab Malum Hua Sukun Bhi Bazaaron mein Milta Hai

Jhuk Kar

Jhuk Kar Manaane Se Kisi Ka Nuksaan Nahin Hota But Attitude Can Never Perform Same

Baaki Hai Abhi

Wo Chiz Tujhse Leni Baaki Hai Abhi Jo Tere Baad Mujhe Sukun Dega

Unse Rubaru Hona

Unse Rubaru Hona Bhi Kya Khub Raha Ghaalib Pehchan Adhuri Hi Rahi Kahani Puri Bhi Ho Gai

Agar Mukaddama Hua

 Agar Mukaddama Hua To Meri Haar Tay Hai Ghaalib Aaj Mera Iklouta Gawaah  Mukar Gaya Hai

Nasha Na Karo

Usne Kaha Tha Nasha Mera Karo Jab Chadhi To, Kehte Hain Nasha Na Karo

Gunaah Kiya Hai Maine

Hanso Mujhpar Aye Duniyaa Waalon Saja Do Hamein Kisi Pe Bharosa Karne Ka Gunaah Kiya Hai Maine

Waadon Ki Fitrat

Waadon Ki Fitrat Aisi Kyun Hai Ghaalib Jisne Bhi Kiya Tod Hi Diya

Wo Kehta Hai

Wo Kehta Hai Ham Kisi Ke Nahin Ghaalib Tu Unse Jaake Puchh Wo Kiske Ho Gaye

Ham Nadaan Hain

Ham Nadaan Hain Khabar N Thi Samajhdaron Ne Kaha To Yakin Ho Gya  

Zahar Kha Ke Doston

Apne Hathon Se Khilaane Ka Unka Shouk Doston Pura Kiya Hai Hamne Zahar Khaa Ke Doston

Mohobbat Jaagir Nahin

Mohobbat Jaagir Nahin  Jo Likh Ke Ki Jaaye Hamein To Bharosa Karke Dhoka Khana Hi Pasand Hai

Jashn Manaane Ka Lehzaa

 Jashn Manaane Ka Lehzaa Bhi Apna- Apna Hai Ghalib Wo Ga Kar Manaate Hain Ham Likh Kar Manaate Hain

Ye Insaaf Bhi

Ye Insaaf Bhi Bade Kamaal Ki Chiz Hai Ghalib Har Shaks Khud Ke Liye Chahta  Hai

Riwaaz Pe Ghalib

Hairat N Kar Riwaaz Pe Ghaalib Ab Maiyat Pe Bhi Geet Gaaye Jaate Hain

Samajhdaron Ne Kaha

 Ham Nadaan Hain, Khabar Na Thi Samajhdaron Ne Kaha, To Yakin Ho Gaya

Wo Baadal Tha Pyaar Ka

Wo Bas Baadal Tha Pyaar ka Tuffan The Jazbaaton Ke Baarish Thi Bechainiyon Ki Ab Aasman Saaf Hai

Intazaar Deta Hun

Bechaini Mein Thoda Karar Deta Hun Dil Mein Mohobbat Beshumaar Deta Hun Khuda Ne Aakar, Khwabon Mein Kaha Tu Nek Dil Hai, Jaa Tujhe Tohfe Mein Dher Saara Intazaar Deta Hun

Jhute Waade

Shouk Mujhe Bhi Nahin Jhute Waade Karne Ka Doston Bura To Tab Lagta Hai, Jab Koi Sachcha Hone Ka Dhong Karta Hai  

Tufaan Sa Hai

Tufaan Sa Hai Ye Ishque Bhi Ghalib Kitna Bhi Samhlo Saath Liye Jaata Hai