जिक्र मेरा नहीं करते आज - कल , चलिये कोई बात नहीं ; जरा अपनी खामोशीयों की वजह तो बताओ । Jikra Mera Nahin Karte Aaj-Kal Chaliye Koi Baat Nahin Jara Apni Khamoshiyon Ki Wajah To Batao
वो, तब से और भी "गुलज़ार" होने लगे हैं , की जबसे गैरों में "हम" शुमार होने लगे हैं । Wo Tabse Aur Bhi Gulzaar Hone Lage Hain Ki Jabse Ham Gairon Mein Shumaar Hone Lage Hain.
कट गया हर "शक्स " बिरादरी से , कमबख्त 'मोहोब्बत ' जात ही ऐसी है, जो .. किसी और की होने नहीं देती । Kat Gya Har Shaks Biraadari Se Kambakht Mohobbat Jaat Hi Aisi Hai , Jo.. Kisi Aur Ki Hone Nahin Deti
आसां होता जो ताजमहल मिट्टी का होता , वो, जो दिल में पत्थर का बन गया है...टुटता ही नहीं । Aasan Hota Jo Tajmahal Mitti Ka Hota , Wo Jo Dil Mein Paththar Ka Ban Gaya Hai Tutata Hi Nahin.
मत पूछिए रात और मुलाक़ात का मंज़र आज ख्वाबों में भी संजीदे नज़र आए , धड़कने तेज़ , साँसे थम सी गई ; वो इतने करीब नज़र आए । Mat puchhiye raat aur mulakaat ka manzar Aaj khwabon mein bhi sanjide nazar aaye Dhadkane tez , saanse tham si gai; Wo itne karib nazar aaye
इश्क कर लीजिये किताबों से जनाब , एक यही है जो अपने बातों से पलटती नहीं । Ishque kar lijiye Kitaabon se janaab, Ek yahi hai jo apne baaton se palatati nahin.
बड़े ही कामयाब निकले हमें भुलाने में "वो ", शायद उनके पास कोई सलीका रहा होगा । Bade hi kamyaab nikle hamein bhulaane mein wo, Shayad unke paas koi salika raha hoga.
गैर समझ कर मुझको यूं नज़रें ना चुराया करो , देखती है मेरी निगाहें भी आपको बड़ी चाहत से ; आप भी कभी मुस्कुरा दिया करो । Gair samajhkar mujhko yun najarein naa churaya karo, Dekhti hai meri nigahein bhi aapko badi chahat se ; Aap bhi kabhi muskura diya karo.
दर्द में जलते हैं जज़्बात तो अलफाज निकलता है ,ये (शायरी) वो मुनाफा है जो , इश्क में लूटने के बाद मिलता है । Dard mein jalte hain jazbaat to alfaaz nikalta hai, Ye(shayari) wo munaafa hai jo Ishque mein lutane ke baad milta hai.
सुकून नहीं मिलता ,तुझसे दूर रहकर एक पल भी ; बस एक तमन्ना रहती है ,तुझे करीब से देखने की । Sukun nahin milata tujhse dur rehkar ek pal bhi, Bas ek tamanna rehti hai tujhe karib se dekhne ki.
बड़ी बेदर्द है यहाँ मोहोब्बत भी साहब , जिंदगी देती नहीं ,और कभी आती नहीं । 💘 Badi Bedard hai yahan mohobbat bhi sahab, Jindagi deti nahin; aur mout kabhi aati nahin.
चाहत है एक लंबे सफर सफर की ,तो एक मश्वरा रहेगा , हो जाए मोहोब्बत तो काफी है उम्र भर के लिए । 💘 Chahat hai ek lambe safar ki to, ek maswhara rahega; ho jaaye Mohobbat to kaafi hai umra bhar ke liye.
वफा भूल कर भी निभाना नहीं भूले , वो रूठ कर भी ,ख्वाबों में आना नहीं भूले । 💘 Wafa bhul kar bhi nibhana nahin bhule, Wo ruth kar bhi khwabon mein ana nahin bhule.
छुपके-छुपाके सपने कोई सजाते होंगे , कोई तो होगा जिसे हाल-ए -दिल बताते होंगे ; मैं शामिल नहीं उन चेहरों में बेशक , किसी चेहरे से दिल तो लगाते होंगे । Chhupke-chhupaake sapne koi sajaate honge koi to hoga jise haal-e-dil bataate honge main shaamil nahin un chehron mein beshak kisi chehre se dil to lagaate honge.
सुकून नहीं मिलता तुझसे दूर रहकर एक-पल भी, बस एक तमन्ना रहती है,तुझे करीब से देखने की । 💘 Sukun nahin mailta tujhse dur rehkar ek pal bhi, Bas ek tamanna rehti hai tujhe karib se dekhne ki